
Musalmanon Ke Liye Aik Azeem Khushkhabri | Dr Israr Ahmed
Published: November 14, 2026
Duration: 2:32
Kya Islam ka ghalba abhi mukammal nahin hua? Dr Israr Ahmed is azeem khushkhabri ko bayan karte hain ke Noor-e-Tauheed ka safar abhi baqi hai. Nabi ﷺ ka mission tab tak mukammal nahin hoga jab tak Allah ka deen poori duniya par apni roshni na bikhair de.
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.