
Ask Mufti Tariq Masood Podcast
byAsk Mufti Tariq Masood
EducationIslamReligionSpiritualitySociety
The Ask Mufti Tariq Masood Podcast features full-length masail and Q&A sessions by renowned Islamic scholar Mufti Tariq Masood. The podcast focuses exclusively on his long-form question-and-answer programs, with a growing catalogue of 400+ complete sessions.In these sessions, Mufti Tariq Masood addresses questions related to Islamic teachings and daily life, providing masail ka hal in a clear and practical manner. Topics include shadi, khandani masail, maal o daulat, and other real-life issues, offering structured Islamic guidance for Muslims.How to Ask a Question from Mufti Tariq Masood?To ask a question, contact +1 (346) 859-1560, or search “How to ask questions from Mufti...
Episodes(40 episodes)
Masail Ka Hal - 519th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:10) Online paisay kamana sharai aitbaar se kaisa hai?(1:10) Farz namaz ke baad ijtemai dua ka saboot?(1:17) Salat-ut-Tasbeeh ka saboot?(6:54) Forex trading ka hukum?(7:04) Jheengay halal hain ya haram?(15:35) Khula ke 15 saal baad baghair halala apne sabiq shohar se nikah karna?(16:42) Ba-waqt-e-majboori ghar banane ke liye soodi qarza lena?(17:54) Nasbandi karana?(18:54) Qur’an ki videos YouTube par upload karna?(19:00) Napaaki mein azan dena?(19:18) Qadiyaniyon ke sath khana pakana ya khelna?(20:24) Nikah mein gawah ka ujrat le...
Published: Nov 18, 2026Duration: 40m 7s
Masail Ka Hal - 518th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:02) MTM Foundation mein zakat ki raqam transfer karte hi farz ada ho jata hai ya nahi?(0:52) 10 months pregnancy waste ho jaye to sawab?(1:23) Marhoom ke liye Hajj-e-badal karna?(2:15) Maike bhej kar aisi talaq?(2:56) Chhotay bachay ki care ki wajah se namaz talna?(3:26) Sunnat, witr baith kar parhna?(3:35) Darbar mein janaza parhna?(4:34) Agar koi sunnat / nafl parh raha ho to peechay farz parhne wala?(5:54) Darhi na barhana, moochhain katne ka masla?(6:41) Raf-ul-yadain wali hadees ki tashreeh?(11:14) Bank...
Published: Nov 11, 2026Duration: 30m 7s
Masail Ka Hal - 517th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:02) Aurat zehni dabao mein alag ghar ka mutalba kar sakti hai susral se tang aa kar?(1:30) Shohar ka biwi ko saheliyon se baat karne se mana karna?(2:40) Namaz ke dauran hansi aa jaye to?(4:16) Social media par kisi ki ghalti ki islah ka tareeqa?(4:53) Aurat agar shohar ki ijazat ke baghair kisi aalim se mashwara kare?(7:18) Nazr poori karna bhool gaya to?(7:55) Online kharidari mein cheez kharab niklay to?(8:19) Kisi ne dil mein hasad mehsoos kiya?(8:54) Ghusse mein baddua?<...
Published: Nov 4, 2026Duration: 43m 39s
Masail Ka Hal - 516th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:02) Pasand ki shadi mein walidain rukawat hon to?(1:42) Wazu ke baad shak ho ke paon dhoye thay ya nahi to?(2:03) Aurat agar shohar se zyada kamati ho to kharch us par lazim hoga?(3:05) Mobile par fohash ads ka gunah?(3:14) Biwi agar saas se tang aa kar jawab de to nafarmani hogi?(4:17) Namaz mein rona aa jaye to?(4:21) Shohar agar biwi ko bar bar maike janay se roke to?(6:15) Jhoot bol kar nokri mili ho to?(6:54) Walidain agar shadi ke mamlay...
Published: Oct 28, 2026Duration: 41m 48s
Q&A Session Air University Islamabad - 515th | Ask Mufti Tariq Masood
(0:00) Intro(0:17) Sharab bada gunah hai ya sood?(2:46) Aisi app ka istemal?(3:14) Khandan ya mohabbat — larki kya select kare according to Shariah?(7:04) Video editor agar logon ki videos mein music / songs lagaye to?(7:50) University fee par due date ke baad 200 Rs/day lena sood hai?(9:10) Mehbooba ki accident mein death ho jaye to larkiyon se door rehna aur sirf khud par kaam karna kaisa hai?(10:42) Dhoka dene walay ke sath mukafat-e-amal hoga?(11:00) Mutual funds / stock earnings ka sharai hukum?(13:04) Co-education mein girls ka...
Published: Oct 21, 2026Duration: 44m 17s
Q&A Session Air University Islamabad - 514th | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:42) 3D games modeling mein insani chehray banana?(2:18) University ki masjid mein 2 baar jamaat karana?(5:39) Pakistan ki mojooda soorat-e-haal ke baare mein durust Islami radd-e-amal kya hona chahiye?(8:36) Daur-e-hazir mein jab Allah, Islam aur Tauheed ke khilaf baatein sunte rehte hain to hum Tauheed par kis tarah sabit qadam reh sakte hain? Aur kis tarah Allah ke sath mohabbat ka mazboot taalluq rakh sakte hain?(12:50) Zyada sochne (overthinking) par kaisay qabu paayein?(19:50) Koi shakhs yeh kaisay jaan sakta hai ke uska deen sacha hai jab woh tamam...
Published: Oct 14, 2026Duration: 43m 26s
Masail Ka Hal - 513th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:06) Mobile mein Qur’an parhna?(0:13) Nokri mein haram aamdani ho to?(0:45) Wazu mein niyyat karna farz hai?(1:36) Taweez pehnana shirk hai?(2:54) Istikhara har kaam se pehle?(3:44) Teen talaq aik sath dena?(6:20) Message par talaq?(6:42) Nabaligh bachay ka nikah?(9:22) Darood Sharif kis waqt parhein?(9:40) Qareebi masjid mein namaz?(10:35) Khwab mein murday dekhna?(10:50) Ghar mein tasveer lagana?(11:12) Kya Allah har cheez maaf kar deta hai?(12:29) Surma lagana sunnat hai?(13:30) Make-up me...
Published: Oct 7, 2026Duration: 39m 11s
Masail Ka Hal - 512th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:02) Be-aulad khala ki virasat ki taqseem?(0:39) Ma’azoor larki ki shadi?(6:29) Lucky draw mein hissa lena?(6:37) Sirf aik ghar sab ki gas apni pressure machine se ghair qanooni le to?(8:46) Kashti walay ka haq dair se ada karna yaad aaye to?(9:07) Walidain aur rishtedaar saadgi se shadi par naraz ho jayein to?(10:00) Agency mein IT ke aisay job contracts ka hukum?(12:09) Tailor ke liye izafi raqam khud rakhna?(12:44) Qadiyani ke kunwain se pani peena?(13:14) Sharab ki aisi jagah na...
Published: Sep 30, 2026Duration: 39m 22s
Masail Ka Hal - 511th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:07) Betay ka aqeeqa aisay karna?(1:10) 12 saal ke bachay ki tarbiyat kaisay karein?(3:05) Musalmanon ki tabahi ki wajah?(5:06) Hotels mein khana enjoy karne ki videos status par lagana?(7:32) Namaz mein hansi aa jaye to?(7:55) Spot trading?(8:13) Tobacco / cigarette business?(8:36) Aurat ke haath namaz mein chadar mein chhupay hon?(8:52) Virasat ki aisi taqseem?(9:50) 10 din se zyada bleeding ho to namaz?(10:10) Duty hours mein tilawat?(10:38) Islam mein saadgi ka mafhoom?(14:34) Kya tilawat ka YouTube channel...
Published: Sep 23, 2026Duration: 42m 48s
Masail Ka Hal - 510th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:02) Kisi aik fiqh ko follow karna kyun zaruri hai?(9:20) Teen talaq ko aik kehna?(12:10) Automatic washing machine mein napaak kapron ke sath pak dho liye to?(12:59) Imam ki shalwar takhnon se neechay ho to muqtadi ki namaz?(14:22) Automatic washing machine mein napaak kapron ki dhulai?(14:58) Peshab ke qatron ka masla?(16:15) Aisi company mein Juma parhna?(17:00) Kharab danton ki polish?(17:15) Aurat ki kharab sehat ki wajah se pregnancy rokna?(18:21) Doctor banain ya aalim?(19:49) Walida ke maa shareek...
Published: Sep 16, 2026Duration: 40m 44s
Masail Ka Hal - 509th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:03) Bachay ka jhoot pakra jaye to tarbiyat kaisay karein?(1:12) Arabic mein dua afzal hai ya Urdu mein?(2:48) Mard apni biwi ko make-up na karne de to?(3:58) Hazrat Khizar (AS) ke baare mein ghalat aqeede rakhne se insan kafir ho jata hai?(5:24) Billi ka luaab napaak hai?(6:27) Aurat agar shohar ke rishtedaron se sakht rawayya rakhe to gunahgar hogi?(7:08) Ghalti se kisi ko dukh dene ka kaffara?(7:19) Walidain aulaad ka zabardasti rishta kar sakte hain?(7:41) Bachon ke music toys?(8:20...
Published: Sep 9, 2026Duration: 40m 0s
Live Masail Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro(0:53) Ehraam ke liye sunglasses aur mask?(1:36) Agar masjid mein imam sahab sirf chanda par bayan karein to?(2:40) Na-jaiz paison se ghareeb ki madad?(3:05) Hafte mein 2–3 sessions(3:18) Stock market halal ya haram?(4:08) Cancer se shifa ka wazeefa?(4:39) Hajj ki namaz mein logon ke masail(5:19) Iqamat ke alfaaz dohrana?(5:45) Job ke liye experience zyada batana?(7:00) Bachi ka aqeeqa yaad na ho to?(7:55) Beema policy jaiz hai?(8:00) Gold ki zakat(8:33) Marhooma walida agar namaz ki pa...
Published: Sep 2, 2026Duration: 35m 29s
Ask Mufti Tariq Masood | 508th Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:02) Ghar Mein Pari Purani Tasveeron Ke Frame?(0:21) Daftar Mein Cold Drink Sab Ne Milkar Kharidi, Aik Shakhs Ne Hissa Nahi Dala, Kya Uskay Liye Peena Jaiz Hai?(1:10) Naiki Kar Ke Video Banana?(2:23) Parosi Ke Darakht Ka Phal Khana?(3:04) Paltu Khargosh Salan Ke Liye Katna?(4:46) Walidain Apni Aulad Ke Nikah Mein Ghair Zaruri Takheer Karein?(6:22) Social Media Par Kisi Ke Khilaf Tanzia Memes Banana?(7:02) Na-Mehram Ko Salam Ka Msg Karna?(7:25) Walid Ke Inteqal Ke Baad Qarz Utarnay Ki Zimmadari Kis Ki...
Published: Aug 31, 2026Duration: 39m 49s
Ask Mufti Tariq Masood | 507th Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:02) Walidain Ke Dabao Mein Biwi Ko Talaq Dena?(0:36) Chhoti Umar Ki Larki Ka Nikah Tay Kar Diya To?(1:12) Talaq Ka Vehmi?(1:25) Maykay Mein Rehnay Wali Aurat Ka Nan-Nafqa?(1:40) Masjid Mein Mobile Charge Karna?(2:01) Fotgi Ke Teesray Din Khana Taqseem Karna?(2:19) Larkon Ka Chain/Locket Pehenna?(2:33) Walid Apni Beti Ke Zaiwarat Zabardasti Le Lein To?(3:35) Susral Mein Rehtay Huay Biwi Ki Privacy?(4:47) Ghair Muslim Neighbours Ke Tohfay Aur Tehwar?(5:43) Ghair Muslim Mulk Mein Islami Bank Na Ho...
Published: Aug 29, 2026Duration: 40m 2s
Ask Mufti Tariq Masood | 506th Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:02) Behen Agar Namazein Qaza Karay To Sakhti Karna?(0:36) Ghar Mein Speaker Par Oonchi Awaaz Mein Naat Chalana?(0:46) Juma Na Parhnay Se Dil Kala Ho Jata Hai?(1:10) Walida Khawab Mein Sadqa Denay Ka Kahein To?(1:39) Khana Khatay Waqt Mobile Par Video Chalana?(4:40) Biwi Saas Ki Be-Adbi Karay To Shohar Ka Farz?(5:33) Shohar Ka Bar Bar Talaq Ki Dhamki Dena Gunah Hai?(6:41) Virasat Ki Aisi Taqseem?(6:47) Mohallay Ki Masjid Walon Ka Bar Bar Chanda Mangna?(8:30) Bachon Ko Music Class Ki...
Published: Aug 27, 2026Duration: 39m 2s
Ask Mufti Tariq Masood | 505th Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:07) Barkat Kya Cheez Hai?(4:48) Ghair Muslim Mulkon Mein Students Kaisay Namaz Parhain?(5:36) Ghair Muslim Mulk Mein Nikah Khwan Maujood Na Ho To?(7:35) Jab Ghusal Farz Ho To Jahan Baithein Gay Wo Jagah Napak Ho Jati Hai?(7:45) Bhai Ki Shadi Behen Ki Sotaili Beti Se Karana?(8:14) Larkay Ki Shadi Zabardasti Ho Gayi To?(14:13) School Mein Chhotay Bachon Ko Samjhanay Ke Liye Printed Tasveer Ka Hukam?(14:36) Sharai Uzr Ki Waja Se Jamaat Na Ja Sakay To Sawab?(15:41) Agar Larkay Ke Aqeeqay Mein...
Published: Aug 24, 2026Duration: 41m 0s
Ask Mufti Tariq Masood | 504th Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:05) Biwi, Shohar Ki Ijazat Ke Baghair Apni Kamai Walidain Ko De Sakti Hai?(0:15) Mayyat Ke Kapray Khairat Mein Dena?(0:44) Shadi Shuda Larki Raat Guzarnay Walidain Ke Ghar Jaye To Shohar Ki Ijazat Zaruri Hai?(0:51) Bemari Ki Waja Se Mamool Ke Zikr Chor Dena?(1:14) Shohar Ke Kehnay Par Pehna Hua Zaiwar Bechna?(1:28) La-Ilmi Mein Soodi Bank Card Istemal Kar Liya To?(1:35) Bike/Gari Ki Life Insurance Karana?(1:48) Nabaligh Bacha Mobile Mein Ganay Sunay To Walidain Ko Gunah?(2:06) Mizaj Na Milnay Par...
Published: Aug 22, 2026Duration: 28m 14s
Ask Mufti Tariq Masood | 503rd Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:05) Mobile Par Azan Ki Awaaz Par Namaz Ka Waqt?(0:46) Wakeel Ke Baghair Sirf Gawahon Se Nikah?(1:18) Aaza-e-Wazu Par Plaster Ho To?(1:34) Aurat Ka Video Call Par Na-Mehram Se Baat Karna?(1:55) Isharay Ke Alfaz Mein Talaq?(2:33) Nabaligh Ka Nikah?(3:54) Aurat Halat-e-Haiz Mein Masjid Mein Dakhil Ho Sakti Hai?(4:07) Kiraya Ki Dukan Ki Zakaat?(4:37) Fajar Ki Sunnat Qaza Karna?(5:21) DNA Se Bachay Ka Nasab/Gender Maloom Karna?(7:06) Bank Mein Rakhi Gayi Raqam Par Milnay Walay Profit Ka Hal?<...
Published: Aug 20, 2026Duration: 34m 21s
Ask Mufti Tariq Masood | 502nd Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:10) Online Paisay Kamana Sharai Aetabar Se Kaisa Hai?(1:10) Farz Namaz Ke Baad Ijtimai Dua Ka Saboot?(1:17) Salat-ut-Tasbeeh Ka Saboot?(6:54) Forex Trading Ka Hukam?(7:04) Jheengay Halal Hain Ya Haram?(15:35) Khula Ke 15 Saal Baad Baghair Halala Ke Apnay Sabiq Shohar Se Nikah Karna?(16:42) Bawaqt-e-Majboori Ghar Bananay Ke Liye Soodi Qarza Lena?(17:54) Nas Bandi Karana?(18:54) Qur'an Ki Videos YouTube Par Upload Karna?(19:00) Napaki Mein Azan Dena?(19:18) Qadiyaniyon Ke Saath Khana Pakana Ya Khelna?(20:24) Nikah Mein Gawah Ka...
Published: Aug 17, 2026Duration: 41m 17s
Ask Mufti Tariq Masood | 501st Session - Masail Ka Hal
(0:00) Intro(0:03) Biwi Apnay Walidain Ke Liye Shohar Ke Paison Se Kharch Kar Sakti Hai?(0:18) Virasat Mein Ghair Muslim Bhai Ka Hissa?(1:18) Lafz Aazad Se Talaq?(2:49) Fiqhi Maslay Par Ijma Ke Baad Ikhtilaf Karna?(4:40) Menses Mein Durood Shareef Parhna?(4:52) Virasat Waqf Karna?(5:29) Janazay Ke Baad Ijtimai Dua Biddat Hai?(6:32) Behnoi Se Parda?(6:43) Sajda-e-Sahw?(7:13) Mazoor Shakhs Wheel Chair Par Tawaf Kar Sakta Hai?(7:22) Shohar Ki Ijazat Ke Baghair Hajj Par Jana?(7:50) Shohar Biwi Ko Khula Par Majboor...
Published: Aug 15, 2026Duration: 40m 42s